Rabba Song Lyrics – Himesh Ke Dil Se
Lyrics in Hinglish
Singer : Sunny Hindustani
Music by : Himesh Reshammiya
Lyrics by : Himesh Reshammiya
Male : Mohabbat mein jazbaat
Dikhaye nahi jaate
Jataye jaate hai ishq ke waade
Bataye nahin jate
Nibhaye jaate hai (Dialogue )
Male : Tera chand sa mukhda dekh ke
Main ho gaya deewana
Oh rabba ki karaan haye
Oh rabba ki karaan
Main rabba ki karaan haye
Oh rabba ki karaan
Male : Dil ho gaya pagal
Ki karaan haye
Ho rabba ki karaan haye
Ho rabba ki karaan
Main rabba ki karaan haye
Ho rabba ki karaan
Male : Nasha hai teri aankhon mein
Kajal tera hai bada qaatil
Tu hi rasta hai mera
Tu hi to meri manzil
Male : Tera rang sunehara dekh ke
Main ho gaya deewana
Ho rabba ki karaan haye
Ho rabba ki karaan
Main rabba ki karaan haye
Ho rabba ki karaan
Male : Pehli mulakaton se hi
Dil ye beqarar hai mera
Tere bina bhi kya jeena
Ishq bemisaal hai tera
Male : Tera rang sunehara dekh ke
Main ho gaya deewana
Ho rabba ki karaan haye
Ho rabba ki karaan
Main rabba ki karan haye
Ho rabba ki karaan
Hindi lyrics are not available for this song yet.