LYRIC

Singers : Pawandeep Rajan and Arunita Kanjilal

Music by : Salim-Sulaiman

Lyrics by : Shraddha Pandit

Female : Kaise kabhi kahin dil ke taar jud jaaye
Aisa pehle na mehsoos hua kabhi
Dar tha yahi kahin humko pyaar na ho jaaye
Aise pehle na mehsoos hua kabhi

Male : Bechaini si hai har shaam mein
Aankhein khulti hai tere naam se

Male : Yeh love nahi toh kya hai
Yeh love nahi toh kya hai
Yeh love nahi toh kya hai

Both : Yeh love nahi toh kya hai
Yeh love nahi toh kya hai
Yeh love nahi toh kya hai

Both : Piya o piya piya
Piya o piya piya

Female : Aankhon mein kaajal na thehre
Ke tu bassa inme

Male : Neend bhi mushkil se aaye
Ke khuli khuli yeh aankh bhi
Dekhe tere hi khaab hai

Female : Saansein meri mujhse keh rahi
Khud mein toh ab na main reh rahi…

Both : Yeh love nahi toh kya hai
Yeh love nahi toh kya hai
Yeh love nahi toh kya hai

Both : Piya o piya piya
Piya o piya piya

Male : Tera hua aisa asar
Ab is zamaane se hum bekhabar
Ek duje se fursat mile
Toh kuch kahein

Female : Hum do nahin hum ek hai
Tujhme jiyun main tu mujhme jiye
Pooche jahaan hum hai kahaan
Ab kya kahein

Female : Piya piya piya o piya
Piya o piya piya
Piya o piya piya

Both : Yeh love nahi toh kya hai
Yeh love nahi toh kya hai
Yeh love nahi toh kya hai…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT