LYRIC

Singer : Siddharth Basrur

Music by : Amaal Mallik

Male : Patthar ke hain sab raastey
Parwah nahin
Dhundle hain chehre khwab ke
Parvah nahin

Male : Chalni hai seena rehne do
Ab jo bhi ho parwa nahin

Male : {Sankhi hua jaata hai dil
Mann ki kiye jaata hai dil
Kadke betahasha ye
Bijli hua jaata hai dil } (2)

Male : Baadal mein dhundhe haunsle
Pagla gaye hain haunsle
Gir jaaye ya udde
Ab toote ya judde

Male : Parwah nahin
Parwah nahin

Male : Yeah..

Male : Parvah nahin
Parwah nahin

Male : Yeah..

Male : {Jhute hain ya sachche hain
Sapne aakhir sapne hain
Saare taare tumhi rakhlo
Saare jugnoo toh mere hain } (2)

Male : Roke ruke na diljale
Pagla gaye hain hausle
Ziddi hain dhadkane
Ab bigde ya bane

Male : Parwah nahin
Woh hoo..
Parwah nahin
Hoo..
Parwah nahin
Ho..
Parvah nahin..

Male : {Saanson mein jo bhatti hai
Woh raat aur din dehakti hai
Paani-waani toh dhoka hai
Ye aag aag se bujhti hai } (2)

Male : Aaye toh aaye zalzale
Pagla gaye hain haunsle
Sholon pe hum chale
Ab pighle ya jalein

Male : Parwah nahin
Woh hoo..
Parwah nahin
Hoo..
Parwah nahin
Hoo..
Parwah nahin..
Hoo..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT