LYRIC

Singers : Siddharth Basrur and Ram Sampath

Music by : Ram Sampath

Male : Aasma kitna sara tha aasma
Jispe humne tha sab dhara
Per badal pe tha aaya

Male : Rasta hum the pani ka rasta
Na kisi se bhi vasta dhoop
Hi the hum thy saya

Male : Dhuaa esa utha taro
Se tut ke gira
Kuwa esa bana rassi
Se choot ke gira

Male : Rasta …
Pani ka tha jo rasta
Uth gaya ban ke .. bhap sa
Mera dhundhla hua saya

Male : Aasma …
Itna sara tha aasma
Mit gaya kachche khwab sa..
Raat ne mera dil khaya..

Male : Dhuaa esa utha taro
Se tut ke gira
Kuwa esa bana rassi
Se choot ke gira

Male : Jal jal ke mudna
Aur dar dar ke udna hua
Kyu hua …

Male : Bach bach ke chalna
Kehna koi sach na hua
Kyu hua …

Male : Hua naraz sa shako se
Choot ke gira …

Male : Jua har har sans ka aanko me
Keel sa gada …

Male : Dhuaa esa utha taro
Se tut ke gira
Kuwa esa bana rassi
Se choot ke gira


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT