LYRIC

Singer : Sachet Tandon

Music by : Sachet-Parampara

Male : Thodi meethi thodi teekhi
Pind mein ladki aa gayi hai
Haaye re taube mach gaye hain
Sabki latki subah

Male : Tujhe aankhon mein bharne ke liye
Kar rahe jagraate
Tere husn ke kitne charche hain
Sansani khabar yahaan

Male : Chale naa jaadu kaala
Tone par langar daala
Ghus gaye saare dekho tantar-mantar

Male : Nazarbattu main tera bana
Haan main tera bana
Oye main tera bana
Haan haan main tera bana
Nazarbattu…

Male : Buri nazron ka pehra bana
Haan main pehra bana
Oye main pehra bana
Haan haan main pehra bana
Nazarbattu…

Male : Thodi khalbali
Thodi chulbuli
Aafat ki pudiya ye oye
Adaa nasheeli dekh ke
Kitno ka paara chadha

Male : Tu door rahe bure saaye se
Khud baandhe kaale dhaage
Itr ki mehak se teri
Badla badla mera jahaan

Male : Chale naa jaadu kaala
Tone par langar daala
Ghus gaye saare dekho tantar-mantar

Male : Nazarbattu main tera bana
Haan main tera bana
Oye main tera bana
Haan haan main tera bana
Nazarbattu…

Male : Buri nazron ka pehra bana
Haan main pehra bana
Oye main pehra bana
Haan haan main pehra bana
Nazarbattu…

Male : Rrrrr… aaha
Wegu wegu oolala le…
Uhuhu…

Male : Heer juliet sahiba sab ne daala tha khana
Ranjha mirza romeo inka likha tha baste jaana
Aashiq bhola bhala kahaniyon kisson ne maana

Male : Nazarbattu main tera bana
Haan main tera bana
Oye main tera bana
Haan haan main tera bana
Nazarbattu…

Male : Buri nazron ka pehra bana
Haan main pehra bana
Oye main pehra bana
Haan haan main pehra bana
Nazarbattu…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT