LYRIC

Music By : Anand Raj Anand

Singers : Sonu Nigam, Alka Yagnik

Female : Chehra tumhara hai kitna pyara
Dekhe bina meraa ho na guzara
Male : Rab ne tumhen bhee kya khub banaya
Meree najar se khud ko dekho toh yara
Female : Aa ha ha ha ha ha ha ha
Ha ha ha ha ha ha ha

Male : Dil deevana, deevana dil
Dil deevana bekarar hone laga hai
Dil deevana bekarar hone laga hai
Halka halka sa khumaar hone laga hai
Kehate hain mere yaar
Mujhe pyaar hone laga hai
Mujhe pyaar hone laga hai
Mujhe pyaar hone laga hai
Mujhe pyaar hone laga hai

Female : Dil deevana bekarar hone laga hai
Halka halka sa khumaar hone laga hai
Tu bhee yeh sun le yaarrrr
Mujhe pyaar hone laga hai
Mujhe pyaar hone laga hai
Mujhe pyaar hone laga hai
Mujhe pyaar hone laga hai

Female : Aa ha ha ha ha ha ha ha
Ha ha ha ha ha ha ha

Male : Jab se kiya hai dilbar, maine didar teraa
Pal pal mujhe rehta hai, bas intajar teraa
Female : Najron ne meree jab se, teraa khwab yar dekha
Na dekh kar bhee tujhko, sau bar yaar dekha
Male : Koyee jaadu koyee jaadu bar bar hone laga hai
Dil deevana bekarar hone laga hai
Female : Tu bhi yeh sun le yaarrrr
Pyaar hone laga hai, mujhe pyaar hone laga hai
Male : Pyaar hone laga hai, mujhe pyaar hone laga hai

Male : Hey ra ra ra ra ra ra
Female : Aa aa aa aa aa aa

Female : Yeh keh rahee hai hamse, deewangi hamaree
Kahee hamko le dube na, yeh aashiqui tumhari
Male : Yeh ishk hee masiha, yeh ishk hi khuda hai
Milkar juda na ho ham, lab par yahee duwa hai
Female : Mujhko teraa sach, mujhko teraa aitbaar hone laga hai
Dil deevana bekarar hone laga hai
Male : Kehte hain mere yaar, mujhe pyaar hone laga hai
Pyaar hone laga hai
Female : Pyaar hone laga hai, mujhe pyaar hone laga hai

Male : Oh dil deevana bekarar hone laga hai
Female : Halka halka sa khumar hone laga hai
Tu bhee yeh sun le yaar
Mujhe pyaar hone laga hai
Male : Pyaar hone laga hai

Female : Aa ha ha ha ha ha ha ha
Aa ha ha ha ha ha ha ha
Aa ha ha ha ha ha ha ha
Aa ha ha ha ha ha ha ha
Aa ha ha ha ha ha ha ha
Aa ha ha ha ha ha ha ha
Aa ha ha ha ha ha ha ha
Aa ha ha ha ha ha ha ha.


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT