LYRIC

Singers : Kumar Sanu and Alka Yagnik

Music by : Nadeem-Shravan

Lyrics by : Sameer Anjaan

Male : Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar to tumse karta hai
Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar to tumse karta hai
Par saamne jab tum aate ho
Par saamne jab tum aate ho
Kuchh bhi kehne se darta hai
O mere saajan o mere saajan
Saajan saajan mere saajan

Male : Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar to tumse karta hai
Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar to tumse karta hai

Male : Kitna isko samjhata hoon
Kitna isko behlata hoon
Kitna isko samjhata hoon
Kitna isko behlata hoon
Nadan hai kuchh na samajhta hai
Din raat yeh aahein bharta hai

Female : Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar to tumse karta hai
Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar to tumse karta hai

Female : Par saamne jab tum aate ho
Par saamne jab tum aate ho
Kuchh bhi kehne se darta hai
O mere saajan o mere saajan
Saajan saajan mere saajan

Female : Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar to tumse karta hai
Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar to tumse karta hai

Female : Har pal mujhko tadpata hai
Mujhe saari raat jagata hai
Har pal mujhko tadpata hai
Mujhe saari raat jagata hai
Iss baat ki tumko khabar nahi
Yeh sirf tumhi pe marta hai

Male : Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar to tumse karta hai
Female : Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar to tumse karta hai

Male : Par saamne jab tum aate ho
Female : Par saamne jab tum aate ho
Male : Kuchh bhi kehne se darta hai
O mere saajan o mere saajan
Saajan saajan mere saajan
Chorus : Saajan saajan saajan saajan
Saajan saajan saajan saajan


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT