LYRIC

Singers : Saaj Bhatt and Srishti Bhandari

Music by : Amjad Nadeem Aamir

Lyrics by : Amjad Nadeem

Female : Ek akela yaar mera tu
Iklauta pyar mera tu
Tujhe dekh ke dil
Bekabu ho gaya

Female : Ek tera saath hi hona
Tu lagda sab ton sohna
Na jaanu kaisa
Jadoo ho gaya

Male : Dil na koi farmaish kare
Dil na koi aazmaish kare
Jabse tera
Deedar ho gaya

Male : Manzoore nazar manzoore nazar
Manzoore nazar ho gaya ek tu
Manzoore nazar manzoore nazar
Manzoore nazar ho gaya

Female : Ho woh kehnda mainu pyar karda ae
Ho haye ni meri utthe marda ae

Female : Ab shauk na mehfilon ka
Maine khud ko sabse roka
Kuch fark sa jeene mein
Ab ho gaya

Male : Dil na koi farmaish kare
Dil na koi aazmaish kare
Jabse tera
Deedar ho gaya

Both : Manzoore nazar manzoore nazar
Manzoore nazar ho gaya ek tu
Manzoore nazar manzoore nazar
Manzoore nazar ho gaya

Female : Ek akela yaar mera tu
Iklauta pyar mera tu
Tujhe dekh ke dil
Bekabu ho gaya

Female : Ek tera saath hi hona
Tu lagda sab ton sohna
Na jaanu kaisa
Jadoo ho gaya

Male : Dil na koi farmaish kare
Dil na koi aazmaish kare
Jabse tera
Deedar ho gaya

Both : Manzoore nazar manzoore nazar
Manzoore nazar ho gaya ek tu
Manzoore nazar manzoore nazar
Manzoore nazar ho gaya


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT