LYRIC

Singer : Shael Oswal

Music by : Rashid Khan

Lyrics by : Rashid Khan

Male : Khali khali dil hain dard se bhara
Bechain pal hain samjho zara
Khwaab ruthe aankhon se
Ab kyun na jaane

Male : Khushiyaan paane ko dil doondhe bahane
Khushiyaan paane ko dil doondhe bahane

Male : Mann bawraa hain ye mann bawraa
Mann bawraa hain ye mann bawraa
Sunta nahi hain kyun laparwah
Mann bawraa hain ye mann bawraa

Male : Kaisi kaisi jaane umeede karta hain
Kuch kehne se pehle kyun ye darta hain
Dariya se gehra hain pyar ye mera
Phir bhi kare kyun intezaar tera
Intezaar tera

Male : Mann bawraa hain ye mann bawraa
Mann bawraa hain ye mann bawraa

Male : Bekhayali mein bhi khayal rakhta hain
Waqt kyun mujhse sawaal karta hain
Har roz rehta hain soch mein khoya
Kabhi hasta hain aur kabhi roya
Aur kabhi roya

Male : Mann bawraa hain ye mann bawraa
Mann bawraa hain ye mann bawraa
Sunta nahi hain kyun laparwah
Mann bawraa hain ye mann bawraa….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT