LYRIC

Singer : Shivi Sareen

Music by : Shivi Sareen

Lyrics by : Krishna Kant

Dialogue : ……………

Male : Haan main pyar tumse karta hun
Kaise kahun tum kon ho mere
Jo bhi ho tum sab kuch ho mere

Male : Haan main pyar tumse karta hun
Kaise kahun tum kon ho mere
Jo bhi ho tum sab kuch ho mere

Male : Main tumjhko na dekhun jis pal to
Aankh meri bhar aati hai
Jo abtak labon se keh na paya
Naino se aaj kehta hun

Male : Haan main pyar tumse karta hun
Haan aitbar tumse karta hun
Haan main pyar tumse karta hun
Haan main pyar tumse karta hun
O maahi..
Maahi maahi..

Male : Tum ho mere yaara
Tumse rabta hai
Janmon se tujhse mera
Pyar ka wasta hai

Male : Tum ho mere yaara
Tumse rabta hai
Janmon se tujhse mera
Pyar ka wasta hai

Male : Pucho behti nadiyon se
Chahe hawaon se
Main tera deewana hun
Pucho in ghataon se

Male : Ye chand suraj aur
Aasman yeh jameen
Tere mere darmiyan
Hain gawah yeh sabhi
Saans tute chahe
Laagi chhute naa
Main rab se dua karta hun

Male : Haan main pyar tumse karta hun
Haan aitbar tumse karta hun
Haan main pyar tumse karta hun
Haan main pyar tumse karta hun


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT