LYRIC

Singers : Neeti Mohan and Harshdeep Kaur

Music by : Hitesh Sonik

Female : Mai ri mai
Mai ri mai
Main baadal ki bitiya
Mai ri mai
Main saawan ki nadiya

Female : {Do pal ka joban
Do pal thitholi
Boondon saji hai
Chunar meri choli

Female : Ufan kar chali main
Saagar se milne
Le kar ke thodi si
Tirchi dagariya

Female : Mai ri mai
Ho mai ri mai
Main baadal ki bitiya
Mai ri mai
Main saawan ki nadiya


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT