Lakshya Title Track Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Lakshya Title Track Song Lyrics is a track from Lakshya Hindi Film – 2004, Starring Amitabh Bachchan, Hrithik Roshan, Preity Zinta and Others. This song was sung Shankar Mahadevan. Music was composed by Shankar-Ehsaan-Loy and lyrics work penned by Javed Akhtar.

 

Male : Haan yehi rasta hai
Tera …tune ab jaana hai
Haan yehi sapna hai
Tera… tune pehchaana hai

 

Male : Haan yehi rasta hai
Tera… tune ab jaana hai
Haan yehi sapna hai
Tera… tune pehchaana hai

 

Male : Tujhe ab ye dikhaana hai

 

Male : Roke tujhko aandhiyaan
Ya zameen aur aasmaan
Paayega jo lakshya hai tera
Lakshya toh har haal mein paana hai

 

Chorus : O…..

 

Male : Mushkil koyi aajaaye toh
Parbat koyi takraaye toh
Taaqat koyi dikhlaaye toh
Toofaan koyi mandlaaye toh
Mushkil koyi aajaaye toh
Parbat koyi takraaye toh

 

Male : Barse chaahe ambar se aag
Lipte chaahe pairon se laakh
Male & Chorus : Barse chaahe ambar se aag
Lipte chaahe pairon se laakh
Male : Paayega jo lakshya hai tera
Lakshya toh har haal mein paana hai

 

Chorus : O……

 

Male : Himmat se jo koyi chale
Dharti hille qadmon tale
Kya dooriyaan kya faasle
Manzil lage aake gale
Himmat se jo koyi chale
Dharti hille qadmon tale

 

Male : Tu chal yunhi ab sub-o-shaam
Rukna jhukna nahin tera kaam
Male & Chorus : Tu chal yunhi ab sub-o-shaam
Rukna jhukna nahin tera kaam
Male : Paayega jo lakshya hai tera
Lakshya toh har haal mein paana hai

 

Chorus : O…..

 

Male : Haan yehi rasta hai
Tera… tune ab jaana hai
Haan yehi sapna hai
Tera… tune pehchaana hai
Tujhe ab ye dikhaana hai…

 

Chorus : O…

 

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Lakshya