LYRIC

Music By : Hariprasad Chaurasia, Shivkumar Sharma

Singers : Suresh Wadkar, Anupama Deshpande

Male : Lagi aaj sawan ki
phir woh jhadi hain
Lagi aaj sawan ki
phir woh jhadi hain

Female : Aaa…

Male : Wahi aag seene mein
phir jal padi hain
Lagi aaj sawan ki
phir woh jhadi hain

Male : Kuch aise hi din the
Woh jab hum miley the

Female : Aaa…

Male : Chaman mein nahin Phool
dil mein khiley the

Female : Aaa…

Male : Wohi toh hain mausam
Magar rut nahi woh

Female : Aaa…

Male : Mere saath barsat bhi roh padi hain

Male : Lagi aaj sawan ki
phir woh jhadi hain

Female : Aaa…

Male : Lagi aaj sawan ki
phir woh jhadi hain

Male : Koi kash dil pe
jara hath rakh de
Mere dil ke
tukdon ko ik saath rakh de
Magar yeh hain khwabon khayalon ki baatein
Kabhi toot kar cheez koi judi hain

Male : Lagi aaj sawan ki
phir woh jhadi hain
Lagi aaj sawan ki
phir woh jhadi hain
Wahi aag seene mein
phir jal padi hain
Lagi aaj sawan ki
phir woh jhadi hain


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT