LYRIC

Singer : Ajay Gogavale

Music by : Ajay-Atul

Lyrics by : Amitabh Bhattacharya

Male : Bhide koi humse agar
Khade khade wahi gad de
Chhode nahi kuch bhi kasar
Poora huliya bigad de

Male : Kare nahi bol bachchan
Khali pili nahi bhonkate
Satke jo apna magaj
Hum kass ke dahad de

Male : Kiya jisane bhi hum se jhagda
He jhagda re
Aake jo bhi samne se akda

Male : Sidha girebaan uska pakda
He pakda re
Toda fir hath pair jabda

Male : Hai lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda

Male : Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda

Male : Jahan jahan dhoom dham
Wahan wahan ghoom gham
Ke aa gaye aa gaye aa gaye

Male : Bada bada ghav wav
Vada vada pav jan ke kha gaye
Kha gaye kha gaye

Male : Lena dena apna kya hai
Tadak bhadak bangalo se
Apna to sadak aashiyana hai

Male : Aur footpath mast
Naram naram takiya hai
Khula aasman shamiyana hai

Male : Hume duniya jahan ne ragada
Bada ragda re
Kiya iss dil pe war tagda

Male : Gali phatkar khake apni
Ye haddiyan
Bani lokhand aur lakada

Male : Hai lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda

Male : Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda

Male : Mari wari jeb veb
Lagi kabhi yaar
Lottery lottery
Lottery lottery

Male : Kabhi gaye jail vel
Kabhi kabhi kaal
Kothari kothari
Kothari kothari

Male : Hume nahi farak warak padta
Yaar guthali se
Apun ko sirf aam khana hai

Male : Diya viya kuch nahi hai
Isne sirf chhina hai
Duniya ka game to bajana hai

Male : Bure halat ne hai jakada
Hume jakada re
Kabhi rote nahi hai dukhada

Male : Bhara seene ke dard
Phir bhi har haal mein
Mile hasata jhakas mukhada

Male : Hai lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda

Male : Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT