Ladka Yeh Kehta Hai Ladki Se Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Ladka Yeh Kehta Hai Ladki Se Song Lyrics is a track from Main Prem Ki Diwani Hoon Hindi Film – 2003, Starring Hrithik Roshan, Kareena Kapoor and Abhishek Bachchan. This song was sung K.K. Music was composed by Anu Malik and lyrics work penned by Dev Kohili.

 

Male : Husn ka mara hu dil se begana hu
Mastana ajnabi thoda sa divana hu
Mehaki hawao ne mujhko bulaya hain
Pariyo ki nagari me pardesi aaya hain

 

Male : Ladka yeh kehta hai ladki se
Hoton me dabi dabi hasi se
Aaya hu dur se karne mai
Dosti hath mila lo ajnabi se

 

Male : Ladka yeh kehta hai ladki se
Hoton me dabi dabi hasi se
Aaya hu dur se karne mai
Dosti hath mila lo ajnabi se
Jan lo man lo chehra mera pehchan
Lo ladka yeh kehta hai ladki se

 

Male : Aap ka sath toh suhana hain
Baato me mitha tara hain

 

Male : Aap ka sath toh suhana hain
Baato me mitha tara hain
Dil ke kono me bitha lo ji
Kitna akela divana hai
Ladka yeh kehta hai ladki se
De do jawab mujhe jaldi se
Aaya hu dur se karne mai
Dosti hath mila lo ajnabi se
Jan lo man lo chehra mera pehchan
Lo ladka yeh kehta hai ladki se

 

Male : Kyon darati ho dil nahi todunga
Mai teraa sath nahi chodunga

 

Male : Kyon darati ho dil nahi todunga
Mai teraa sath nahi chodunga
Mujhko kabhi aajmalo ji tum se
Kabhi mooh na modunga

 

Male : Ladka yeh kehta hai ladki Se
Itlati sharmati sharmili se
Aaya hu dur se karne mai
Dosti hath mila lo ajnabi se
Jan lo man lo chehra mera pehchan lo

 

Male : Laaa laaa laaa laaa….

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Main Prem Ki Diwani Hoon