LYRIC

Singer : Mohammad Faiz

Music by : Vipin Reshammiya

Lyrics by : Sudhakar Sharma

Male : Laajawaab bemisaal
Laajawaab bemisaal

Male : Tu pyar ki pari
Tu aashiqui meri
Tujhsa koi dooja nahi

Male : Laajawaab bemisaal
Laajawaab bemisaal

Male : Mann chanchal betaab hai dhadkan
Anjaana sa hai yeh bandhan
Yeh chehra aur zulf ki chilman

Male : Ek tu hai ek main hoon
Kya kar legi duniya?..

Male : Tu pyar ki pari
Tu aashiqui meri
Tujhsa koi dooja nahi

Male : Laajawaab bemisaal
Laajawaab bemisaal

Male : Chaand sa mukhda bindiya sitaara
In aankhon mein rab ka ujaala
Ek tu hi bas pyar ke kaabil
Karke rahunga tujhko haasil…

Male : Ek tu hai ek main hoon
Kya kar legi duniya?..

Male : Tu pyar ki pari
Tu aashiqui meri
Tujhsa koi dooja nahi

Male : Laajawaab bemisaal
Laajawaab bemisaal….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT