Kya Teri Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Kya Teri Song Lyrics is a track from IAmZackKnight Hindi Album-2026, Starring Vikrant Massey, Vedika Pinto and Mahima Makwana as Chander, Sudha, Preeti and Others. This song was sung by Zack Knight. Music was composed by Zack Knight and lyrics work penned by Zack Knight.
Male : Kya the zamaane koi na jaane
Parwah na meri kise
Duniya se doori bana li hai maine
Ab na dekhunga tujhe
Male : Na lautunga ja ke kabhi
Degi na saath saans se meri
Ab na raha haathon mein haath
Na jee na sakka tu mujhe
Male : Kya teri aankhon ne dhunda mujhe
Kya teri yaadon ne chaha mujhe
Kya tere dil ne pukara mujhe
Ab dil ko sambhalu kaise
Both : Kya teri aankhon ne dhunda mujhe
Kya teri yaadon ne chaha mujhe
Male : Kya tere dil ne pukara mujhe
Both : Ab dil ko sambhalu kaise
Humming : ……………….
Female : Kya the bahaane koi na jaane
Maine toh chaha tujhe
Kahani adhuri batai hai tumne
Puri karungi ise
Female : Diya tha saath maine tera
Aati hai yaad teri kami
Tujhe kya pata main thi kahan
Maine dil se tha chaha jisse
Female : Haan meri aankhon ne dhunda tujhe
Haan meri yaadon ne chaha tujhe
Haan mere dil ne pukara tujhe
Ab tujhko batau kaise
Male : Kya teri aankhon ne dhunda mujhe
Kya teri yaadon ne chaha mujhe
Kya tere dil ne pukara mujhe
Ab dil ko sambhalu kaise…
Hindi lyrics are not available for this song yet.