Kitna Tujhe Mehsoos Karun Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Kitna Tujhe Mehsoos Karun Song Lyrics is a track from Avarudham Hindi Film-2026, Starring Akshay Sharma, Damini Bharadwaj, Vikram Joshi and Others. This song was sung by Akshay Sharma. Music was composed by Avesh Khan and lyrics work penned by Akshay Sharma.
Male : Kitna tujhe mehsoos karun
Kitna tujhe main dekha karun
Kitna tujhe mehsoos karun
Kitna tujhe main dekha karun
Kiya saara main kaise bayaan karun
Kiya saara main kaise bayaan karun
Bayaan karun
Male : Apna hai jo kabhi mila nahi
Dikhta tha jo sahi dikha nahi
Apna hai jo kabhi mila nahi
Dikhta tha jo sahi dikha nahi
Khud lad ke bhi main kabhi khud se lada nahi
Khud lad ke bhi main kabhi khud se lada nahi
Lada nahi o ho
Male : Tumse kahun to main kahun kya
Maangu ab to main maangu kya
Tumse kahun to main kahun kya
Maangu ab to main maangu kya
Bikhra safar mein manzil meri hai tu kya
Bikhra safar mein manzil meri hai tu kya
Hai tu kya
Music : …………………….
Hindi lyrics are not available for this song yet.