Ki Jaana Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Singers : Kavita Seth and Kanishk Seth
Music by : Kanishk Seth
Lyrics by : Mudassar Aziz and Kalam Baba Bulle Shah
Female : Ki jaana main.. ki jaana main
Ki jaana main koi re baba
Ki jaana main.. ki jaana main
Ki jaana main koi re baba
Male : Man atrangi raah satrangi
Man atrangi raah satrangi
Kithe mainu le jaava
Female : Ki jaana main.. ki jaana main
Ki jaana main koi re baba
Ki jaana main.. ki jaana main
Ki jaana main koi re baba
Male : Khwahise saari kalandar si lagti hai
Bunde bhi ab to samandar si lagti hai
Honsale shayad umeedo se jyada hai
Jee lene ka iraada hai…
Male : Oo ab kya jaane meri udaane
Ab kya jaane meri udaane
Kithe mainu le jaava
Female : Ki jaana main.. ki jaana main
Ki jaana main koi re baba
Ki jaana main
Male : Man atrangi raah satrangi
Kithe mainu le jaava
Female : Ki jaana main.. ki jaana main
Ki jaana main koi re baba
Ki jaana main.. ki jaana main
Ki jaana main koi re baba
Ki jaana main….
Hindi lyrics are not available for this song yet.