LYRIC

Singer : Harshit Shrivastava

Music by : Meet Bros and Harshit Shrivastava

Lyrics by : Jay Tanna SIFAR

Male : In nigahon ka kya hai manjara
Tujhpe tikti hai
Dhadkano ka kya hai silsila
Tujhse rukti hai

Male : In nigahon ka kya hai manjara
Tujhpe tikti hai
Dhadkano ka kya hai silsila
Tujhse rukti hai

Male : Kaisi chahat hai
Kaisi chahat hai…ho oo oo oo

Male : Karta hun mehsoos
Tujhe barishon mein ae sun bekhabar
Bheegta hun bas
Teri yaad mein tera aisa asar

Male : Mushkil hai kitna
Bina tere kaatun akele safar
Hai yaqin dil ko
Main tera tu hoga mera humsafar

Male : Tuhi tu khwaahish hai meri
Hai magar teri kami

Male : Unkahi si muhabbat ka pata
Aaankhein deti hai
Inn belafzo si baato ka kaha
Dhadkan sunti hai

Male : Kaisi chahat hai
Kaisi chahat hai…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT