LYRIC

Singer : Shaan

Music by :  Ravindra Jain

Male : Ye mere khaabon ki manzil
Chahat ki chaabi
Ye meri taqdeer ka hissa
In hatho ki lakeer

Male : Maine apne hath se sanwaari
Soni soni heer
Usko haasil karke rahunga
Jiski ye tasveer

Male : Kahin hai kahin hai
Kahin na kahin
Hai mera pyar
Kahin hai kahin hai

Male : Ho kahin na kahin
Hai mera pyar
Woh anjaana ajnabi
Mil hi jaayega kabhi
Woh anjaana ajnabi
Mil hi jaayega kabhi

Male : Diya jise ramgo mein utaar
Kahin hai kahin hai
Ho kahin na kahin
Hai mera pyar

Male : Chhaya ban kar maanas
Pat par chha gaya
Rango ka chunaav
Khud hi karva gaya

Male : Indra dhanush ki
Manhar chhata bikherta
Ambar se mere
Aangan mein aa gaya

Male : Woh sapno ke mitra se
Keh gaya jaak ke chitra se
Woh sapno ke mitra se
Keh gaya jaak ke chitra se

Male : Milenge hum
Aasha mat haar
Kahin hai kahin hai
Ho kahin na kahin
Hai mera pyar

Male : Rango mein sakaar
Huyi hai kalpna
Safal huyi yaara
Din ki aaradhna

Male : Antar ke anuragi
Rango se sajii
Har rekha hai mere
Mann ki kaamna

Male : Pyaasa jiski preet
Ka andekhe uss meet
Pyaasa jiski preet
Ka andekhe uss meet

Male : Har pal hai mujhe intezaar
Kahin hai kahin hai
Ho kahin na kahin
Hai mera pyar

Male : Aankhein bole ye
Pehla anu bandh hai
Mann kehta hai jalwon
Ka sambandh hai

Male : Bahot jeeya ab peeya
Bina jeena nahi
Usko meri saanso
Ki saugandh hai

Male : Dil jisko dhundha kiya
Rab ne usse milla diya
Dil jisko dhundha kiya
Rab ne usse milla diya

Male : Rab ka hoon shukra guzaar
Yahin hai yahin hai
Yahin hai yahin
Hai mera pyaar.


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT