LYRIC

Singer : Kr$na

Music by : Umairmusicxx and Jokhay

Lyrics by : Kr$na

Male : Aaya main kaha se kaha tak
Manzil hai meri par door
Aaya main kaha se kaha tak
Rukna na mujhe manzoor

Male : Aaya main kaha se kaha tak
Manzil hai meri par door
Aaya main kaha se kaha tak
Rukna na mujhe manzoor…

Male : Lagre ye tense
Meri ab baatein na sun paate
Ye bina liye offence
Chahiye nahi friends
Par chahiye dono mujhe beamer ek benz

Male : Ban raha nahi sense
Kare kyu pay for my ends
Uthake pen main lene na dunga ab chain
I’ll come back and do it again yeah

Male : Industry wale hai dost nahi
Jo daltе hai photo ek roz nayi
Afsos hai mujhe afsos nahi karta
Compose main karta hu posе nahi

Male : Aaya main kaha se kaha tak
Raste ghatak dekhe hai
Maine bhi badalte roop
Choda nahi aaj tak karu ye last tak
Jab tak is dharti pe dhoop

Male : Pala main wo jagah
Jaha sab covid se pehle the masked up
You know that i’m the truth
Don’t make me bring up the past
Ab khulenge raaj ab hogi fir galti mehsoos

Male : Look at the time it took
Nikalne ko lage line mein nukhs
Jaunga kal dikhayenge dukh
Par andar se to ye ho jayenge khush yeah

Male : Pooche ye tu kyu hai stressed
Tere paas sab kuch hai tu kyu depressed
Hota tha heart of gold ab heart hai cold
Just like the shoulders i used to get

Male : Mann mein rakhi hai baatein
Fir bhi shikayat na ek
Jis jagah pe najar ye bandhe
Us jagah ke layak na ek na

Male : Aaya main kaha se kaha tak
Manzil hai meri par door
Aaya main kaha se kaha tak
Rukna na mujhe manzoor

Male : Aaya main kaha se kaha tak
Manzil hai meri par door
Aaya main kaha se kaha tak
Rukna na mujhe manzoor

Male : Bolu tohbolu main kya
Jab diya na sath to chodu main kya
Ye gaane hai mere gawah
Kabhi in hatho ko jodunga na

Male : Suni ab maine bhi baate aye
Sune hai maine bhi taane aye
Suni thi meri ye raatein
Jab milte the phool to
Bhare the kante aye

Male : Aaj tere aur mere na naate
To hath milane kyu mere oar aate
I don’t give a fuck i’m kickin’ up dust
Na bandhenge meri ye laate

Male : Kismat ne jo bhi parosa
Haan kara bharosa hai i knew that i could
Yeah it’s true not that i blew
They sayin’ they always knew that i would

Male : Dekhe the maine wo days the gray
Raatein kaali on that paper chase
Chhodein ni maine ye paper planes
Sapno ke bane yaha paper planes

Male : Karta raha hustle main karta raha grind
Soch ke aata hai sabhi ka time
Bolta tha god just give me a sign…

Male : He made me a dollar out of a dime

Male : Only right it’s only right
I stand my ground and i fight
Trust that days get bright
After the loneliest nights

Male : It’s only right it’s only right
Ye banke ghume parchai
Ek din main rakhunga niche ye mic
Par aaj wo din na hai bhai dekh

Male : Aaya main kaha se kaha tak
Manzil hai meri par door
Aaya main kaha se kaha tak
Rukna na mujhe manzoor

Male : Aaya main kaha se kaha tak
Manzil hai meri par door
Aaya main kaha se kaha tak
Rukna na mujhe manzoor

Male : Aaya main kaha se kaha tak
Manzil hai meri par door
Aaya main kaha se kaha tak
Rukna na mujhe manzoor

Male : Aaya main kaha se kaha tak
Manzil hai meri par door
Aaya main kaha se kaha tak
Rukna na mujhe manzoor


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT