Kaahe Naino Mein Kajraa Bharo Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Kaahe Naino Mein Kajraa Bharo Song Lyrics is a track from Badi Bahu Hindi Film-1951, Starring Nimmi, Shekhar, Sulochana Chatterjee, Raj Adib, Chandabai, Shivraj, Mumtaz, Bimla Kumari, Baby Saroj and Others. This song was sung by Lata Mangeshkar and Mukesh Chand Mathur (Mukesh). Music was composed by Anil Krishna Biswas and lyrics work penned by Prem Dhawan.

 

 

 

Music : ………………..

 

Male : Kaahe nainon mein kajraa bharo
Kaahe nainon mein kajraa bharo
Itni haseen nahin
Gori jitna gumaan karo
Itni haseen nahin
Gori jitna gumaan karo

 

Music : ………………..

 

Female : Koi jalta hai jalta rahey ae
Koi jalta hai jalta rahey
Kajraa re nainon ka
Jaadu chalta hai chalta rahey
Kajraa re nainon kaa
Jaadu chalta hai chalta rahey

 

Music : ………………..

 

Male : Jaadu nit nit chaltaa nahin
Jaadu nit nit chaltaa nahin
Chadta huaa suraj
Kya shaam ko dhalta nahin
Chadtaa huwaa suraj
Kya shaam ko dhalta nahin

 

Music : ………………..

 

Female : Gaya suraj chand aayaa aa
Gaya suraj chand aayaa
Raat ho yaa din ho
Rang husn ka hai chhaya
Raat ho aa din ho
Rang husn ka hai chhaya

 

Music : ………………..

 

Male : Koi hamko bataaye ji
Koi hamko bataaye ji
Husn ki qeemat kyaa
Jab koi naa chaahe ji
Husn ki qeemat kyaa
Jab koi naa chaahee ji

 

Music : ………………..

 

Female : Yahaan laakhon hain deewane
Yahaan laakhon hain deewane
Ik shama jaltey hi
Sau aate hain parwaane
Ik shama jaltey hi
Sau aaten hain parwaane

 

Music : ………………..

 

Male : Chalo jhagda hi beet gaya aa
Chalo jhagda hi beet gaya
Preet ki reet hai ye
Jo hara wo jeet gaya
Preet ki reet hai ye
Jo hara wo jeet gaya

 

Music : ………………..

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Badi Bahu