LYRIC

Singers : Atif Aslam and Asees Kaur

Music by : Dj Chetas

Lyrics by : Anand Bakshi

Male : Oh mere humsafar pyar ki raah par
Sath chale hum magar kya khabar
Oh mere humsafar pyar ki raah par
Sath chale hum magar kya khabar
Raaste mein kahin reh gaye humnashin

Male : Tum kahan
Female : Main yahan
Male : Tum kahan
Female : Main yahan

Male : Jaane jaan dhoondta phir rahi hoon
Tumhein raat main yahan se wahan

Male : Jaane jaan dhoondta phir rahi hoon
Tumhein raat main yahan se wahan

Female : Dil machalne laga yoon hi dhalne laga
Rang bhara pyar ka yeh samaa
Rang bhara pyar ka yeh samaa
Hath aise mein bas chhodkar chal diye

Female : Tum kahan
Male : Main yahan
Female : Tum kahan
Male : Main yahan

Female : Jaane jaan dhoondta phir raha hoon
Tumhein raat main yahan se wahan


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT