Jaanam Dekh Lo Mit Gayi Dooriyan Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Jaanam Dekh Lo Mit Gayi Dooriyan Song Lyrics is a track from Veer-Zaara Hindi Film – 2004, Starring Shah Rukh Khan, Preity Zinta and Rani Mukerji. This song was sung Udit Narayan. Music was composed by Madan Mohan and Sanjeev Kohli and lyrics work penned by Javed Akhtar.

 

Male : Jaanam dekh lo mit gayi dooriyan…..
Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan

 

Male : {Jaanam dekh lo mit gayi dooriyan
Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan} (2)

 

Male : Kaisi sarhadein.. kaisi majbooriyan
Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan

 

Male : Tum chhupa na sakogi main woh raaz hoon
Tum bhula na sakogi woh andaz hoon
Goonjta hoon jo dil mein to hairan ho kyon
Main tumhare hi dil ki to awaz hoon

 

Male : Sun sako to suno dhadkanon ki zuban
Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan
Kaisi sarhadein.. kaisi majbooriyan
Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan

 

Male : Main hi main ab tumhare khayalon mein hoon
Main jawabon mein hoon
Main sawalon mein hoon
Main tumhare har ek khwaab mein hoon basa
Main tumhari nazar ke ujaalon mein hoon
Dekhti ho mujhe dekhti ho jahaan
Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan

 

Male : Jaanam dekh lo mit gayi dooriyan
Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan
Kaisi sarhadein.. kaisi majbooriyan
Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan

 

Male : Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan

 

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Veer-Zaara