LYRIC

Singer : Yasser Desai

Music by : Aditya Dev

Lyrics by :  Kunaal Vermaa

Dialogue : Suno gila berukhi ka karenge
Tumse fursaat mein kabhi
Par arzi ye bhi hai khuda se
Ke kabhi waqt naa mile

Male : Do mod hai raasto ke yahan se
Soch lo tumko jana hai kahan
Ek aur main hoon
Ek taraf khwaab tere
Tum suna do joh bhi hai faisla

Male : Jaa rahe ho dur lekin
Yaad tum rakhna
Khwaab tak mein bhi
Tumhara naam na lunga

Male : Aaj tak thi zindagi
Tere liye meri
Kal agar mangoge to
Ek sham na dunga

Male : Jaa rahe ho dur lekin
Yaad tum rakhna
Khwaab tak mein bhi
Tumhara naam na lunga

Male : Deke mujhko dard kaise
Muskurate ho
Itni besharmi kahan se
Yaar laate ho

Male : Joh mohabbat tumne seekhi
Hai yahan mujhse
Pyar woh auro pe
Kaise aajmaate ho

Male : Jab talak main khud ko
Pehle sa baana na loon
Hai mujhe dil ki kasam
Aaram na lunga

Male : Jaa rahe ho dur lekin
Yaad tum rakhna
Khwaab tak mein bhi
Tumhara naam na lunga

Male : Jaa rahe ho dur lekin
Yaad tum rakhna
Khwaab tak mein bhi
Tumhara naam na lunga

Male : Saamne hokar bhi mere
Do jagah ho tum
Janta hai dil tumhara
Bewafa ho tum

Male : Sach kahun toh na
Kiya hai jo gunah maine
Umra bhaar sehta rahunga
Woh saaja ho tum

Male : Na dikhaunga tumhe main
Mera ye chehra
Ab kisi ka haath jab tak
Tham na lunga

Male : Jaa rahe ho door lekin
Yaad tum rakhna
Khwaab tak mein bhi tumhara
Naam na lunga

Male : Aaj tak thi zindagi
Tere liye meri
Kal agar mangoge to
Ek sham na dunga

Male : Jaa rahe ho door lekin
Yaad tum rakhna
Khwaab tak mein bhi tumhara
Naam na lunga

Male : Aaj tak thi zindagi
Tere liye meri
Kal agar mangoge to
Ek sham na dunga

Male : Jaa rahe ho door lekin
Yaad tum rakhna
Khwaab tak mein bhi tumhara
Naam na lunga
Khwaab tak mein bhi tumhara
Naam na lunga


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT