Music : ……………………..
Chorus : Hum rahein na rahein hum rahein na rahein
Inquilaabi sada ye hawa mein bahein
Hum rahein na rahein hum rahein na rahein
Is watan ki kahaani zamaane kahein
Male : Hum rahein na rahein ye jo aawaaz hai
Goonj hai jang ki ek aagaaz hai
Har makaam se utha dekh jaanbaaz hai
Male : Hum rahein na rahein ye jo aawaaz hai
Goonj hai jang ki ek aagaaz hai
Jaa luta ke watan pe humein naaz hai
Male : Hum rahein na rahein ye jo aawaaz hai
Goonj hai jang ki ek aagaaz hai
Music : …………………….
Chorus : Hum rahein na rahein hum rahein na rahein
Inquilaabi sada ye hawa mein bahein
Male : Ho rag-rag mein jaan ghul jaayegi
Laayegi sarfaroshi ki khumaariyaan
Katra-katra khoulaayegi
Laayegi raaston pe fauj ka dariya
Male : Ye parwaanon ka dariya hoga rihaai ka zariya
Dheere-dheere har ek dil mein goonja de saraag hai
Male : Hum rahein na rahein ye jo aawaaz hai
Goonj hai jang ki ek aagaaz hai
Har makaam se utha dekh jaanbaaz hai
Male : Hum rahein na rahein ye jo aawaaz hai
Goonj hai jang ki ek aagaaz hai
Jaa luta ke watan pe humein naaz hai
Male : Hum rahein na rahein ye jo aawaaz hai
Goonj hai jang ki ek aawaaz hai
Music : …………………….
Chorus : Hum rahein na rahein hum rahein na rahein
Inquilaabi sada ye hawa mein bahein
Hum rahein na rahein hum rahein na rahein
Is watan ki kahaani zamaane kahein