LYRIC

Singer : Arijit Singh

Music by : Pritam Chakraborty

Male : Tujhko main rakh loon wahan
Jahan pe kahi hai mera peer

Male : Main jo tera na hua
Kisi ka nahi kisi ka nahi

Male : Le jaaye jaane kahan
Hawayein hawayein..
Le jaaye tujhe kahan
Hawayein hawayein..

Male : Begani hai yeh daali
Hawayein hawaye..
Le jaye tujhe kahan
Hawayein hawaye..

Male : Le jaaye na jaane kahan
Na mujhko khabar na tujhko pata
O ho.. oo hawaye..

Male : Banati hai jo tu..
Woh yaadein jane sang mere kab tak chale
Inhi mein toh meri..
Subah bhi dhale shaamein dhale mausam dhale

Male : Khayalon ka shaher..
Tu jaane tere hone se hi abaad hai
Hawaye haq mein..
Wahi hai aate jaate jo tera naam le

Male : Deti hai jo sadaayein
Hawayein hawayein..
Na jaane kya bataye
Hawayein hawayein..

Male : Le jayein tujhe kahan
Hawayein hawaye..
Le jayein mujhe kaha
Hawayein hawaye..

Male : {Le jaye jaane kahan
Hawayein hawayein..
Le jaye mujhe kahan
Hawayein hawayein..} (3)

Male : Le jaaye jaane kahan
Na mujhko khabar na tujhko pata

Male : O…

Male : Chehra.. kyun milta tera
Yun khwabon se mere
Ye kya raaz hai?
Kal bhi.. meri na thi tu
Naa hogi tu Kal
Meri aaj hai

Male : Teri hai meri, saari wafayein wafayein
Maangi hai tere liye duaayein duaayein
Le jaaye tujhe kahaan..
Hawayein hawayein
Le jaaye mujhe kahaan..
Hawayein.. hawayein

Male : {Le jaaye tujhe kahaan..
Hawayein hawayein
Le jaaye mujhe kahaan..
Hawayein.. hawayein} (2)

Male : {Le jaaye tujhe kahaan..
Hawayein hawayein
Le jaaye mujhe kahaan..
Hawayein.. hawayein} (2)


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT