LYRIC

Singers : Saaj Bhatt, Brijesh Shandilya and Anis Ali Sabri

Music by : Shabbir Ahmed

Lyrics by : Shabbir Ahmed and Ayaz Kohli

Male : Rago mein khun hai
Nahi sookun hai
Dehakte kalb mein
Bhara junoon hai

Male : Zulm ke khilaf
Ye haq ki jung hai
Shamshir pe chadha
Lahu ka rang hai
Lahu ka rang hai

Male : Toofan chal pada
Mitane kaafila
Ali ka noor hai na
Wo navi ka chain hai

Male : Hussain hai hussain hai
Noor-e-haq hussain hai
Hussain hai hussain hai
Imaam-e-haq hussain hai

Male : Hazar laskaron pe bhaari
Naam ek hussain hai
Hussain hai hussain hai
Noor-e-haq hussain hai…

Male : Aasmaan pe hai adam
Jameen hai lahu se nam
Sulagti aag narm mein
Bhadak rahi hai dum badam

Male : Utha humari jism se
Lahu mein ek ubaal hai
Aju ke waste yahan
Kadam kadam mazal hai

Male : Tumhe to ilm hi nahi
Zara bhi unke garbh ka
Baha na de kahin tumhe
Toofan unke sabr ka…

Male : Baha na de kahin tumhe
Toofan unke sabr ka
Kehar kehar baras pada
Jidhar uthaye nain hai

Male : Hussain hai hussain hai
Noor-e-haq hussain hai
Hussain hai hussain hai
Imaam-e-haq hussain hai

Male : Hazar laskaron pe bhaari
Naam ek hussain hai
Hussain hai hussain hai
Noor-e-haq hussain hai

Male : Haan ali
Haan ali

Male : Har daur uthegi
Haq ke liye shamshir
Har baar tootegi
Burai ki janjir

Male : Har daur uthegi
Haq ke liye shamshir
Har baar tootegi
Burai ki janjir…

Male : Jung ki dahaad hai
Sar pe junoon sawar hai
Na behne ka hai dar ise
Lahu ki ye lalkaar hai
Rivayate hussain hi mazboor hai

Male : Hussain hai hussain hai
Noor-e-haq hussain hai
Hussain hai hussain hai
Imaam-e-haq hussain hai

Male : Hussain hai hussain hai
Noor-e-haq hussain hai….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT