Gumshuda Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Gumshuda Song Lyrics is a track from Chalte Chalte Hindi Film – 2003, Starring Shah Rukh Khan and Rani Mukerji. This song was sung Sonu Nigam. Music was composed by Aadesh Shrivastav and lyrics work penned by Javed Akhtar.

 

Male : Gumshuda gumshuda koi hua kahan hua

 

Male : Kal tha main yahan woh bhi thi yahin
Main hoon phir yahan lekin woh nahi
O.. kal tha main yahan woh bhi thi yahin
Main hoon phir yahan lekin woh nahi
Gumshuda gumshuda
Gumshuda gumshuda

 

Male : Dekhne mein hai haseen
Rehti hai yahin kahin
Kho gayi haan kho gayi
Woh pari woh apsara dilnashi dilruba
Kho gayi haan kho gayi
Phirta hoon yahan wahan
Le ke apne dil aur jaan

 

Male : Phirta hoon yahan wahan
Le ke apne dil aur jaan
Dhoondha hai sara jahan
Kya jaane woh hai kahan

 

Male : Gumshuda gumshuda
Gumshuda ho gumshuda
Gumshuda ho re gumshuda..

 

Female Chorus : Arre saajna, man-mohana
Ya bana to bhula to bana de yeh use priytama
Aai go..

 

Male : Dil ki in baaton se main tha bilkul anjana
Dil ki in baaton se main tha bilkul anjana
Lekin us ladki ne kar dala hai deewana
Jahan bhi main dekhoon lagta hai woh khadi hai
Bas uska hi chehra aankhon mein har ghadi hai
Female Chorus : Itni bhi kya bechaini hai kya hai daastan
Male : Gumshuda gumshuda
Gumshuda gumshuda
Gumshuda ho re gumshuda

 

Male : Yaaron tum jo mujhko us ladki se milwa do
Yaaron tum jo mujhko us ladki se milwa do
Meri khoi kushiyan jo phir wapas dilwa do
Ghar jo dikha do uska ghar apna luta doon yaara
Ab jo mile woh mujhko use apna bana loon yaara
Jaane poore kab honge bechaare ke armaan
Gumshuda gumshuda
Gumshuda ho gumshuda
Gumshuda ho gumshuda

 

Male : Dekhne mein hai haseen
Rehti hai yahin kahin
Kho gayi haan kho gayi
oh pari woh apsara dilnashi dilruba
Kho gayi haan kho gayi
Phirta hoon yahan wahan
Le ke apne dil aur jaan
Dhoondha hai sara jahan
Kya jaane woh hai kahan

 

Male : Gumshuda gumshuda
Gumshuda ho gumshuda
Gumshuda dilruba
Gumshuda gumshuda
Gumshuda meri mehbooba
Gumshuda gumshuda
Gumshuda meri dilruba

 

Song Details

Official Video

Share this song:

Never miss a beat.

Get the latest hits, new lyricist additions, and trending songs delivered straight to your inbox.