LYRIC

Singer : Sunidhi Chauhan

Music by : Salim – Sulaiman

Lyrics by : Shraddha Pandit

Female : Boondein yeh barse hain ke
Ghar aao na
Naina yeh tarse hain ke
Ghar aao na

Female : Teri lau se hai roshan
Mera jahaan
Kaise jiyenge hum
Samjhaao na

Female : Boondein yeh barse hain ke
Ghar aao na
Ghar aao na

Female : Ghar aao na
Ghar aao na
Ghar aao na

Female : Banalo apna mujhko
Apnaao na
Yun karo na juda mujhko
Thukraao na

Female : Waise bhi tumse hai mera jahaan
Kaise jiyenge hum batlaao na

Female : Ghar aao na
Ghar aao na
Ghar aao na
Ghar aao na

Female : Rimjhim yeh sawan keh raha
Sun le piya
Mujhko tu na rula
Iss tarah

Female : Sun le piya
Veeraan dil ka aashiyaan haye
Pooche hai aakhir tu kahaan

Female : Ghar aao na
Aao na

Female : Boondein yeh barse hain ke
Ghar aao na
Ghar aao na

Female : Humming….

Female : Kaise jiyein….
Ghar aao na


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT