Gham-E-Zindagani Uthau Kahan Tak Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Gham-E-Zindagani Uthau Kahan Tak Song Lyrics is a track from Ek Tha Ladka Hindi Film-1951, Starring Bharat Bhushan, Geeta Bali, Tiwari, Jankidas, Omesh Sharma and Others. This song was sung by Meena Kapoor. Music was composed by Murari and lyrics work penned by Ehsan Elahi.

Music : …………………..
Female : Gam-e- zindgani uthau kaha tak
Main sadme jaaun muskurau kaha tak
Gam-e- zindgani uthau kaha tak
Main sadme jaaun muskurau kaha tak
Music : .………………..
Female : Chali aandhiya gam ki
Utha hain tufa utha hain tufa
Chali aandhiya gam ki
Utha hain tufa utha hain tufa
Main tufa me kashti
Chalau kaha se chalau kaha tak
Female : Gam-e- zindgani uthau kaha tak
Main sadme jaaun muskurau kaha tak
Gam-e- zindgani uthau kaha tak
Main sadme jaaun muskurau kaha tak
Music : …………….
Female : Bichhaye hain chun chun ke
Raaho me kaante raaho me kaante
Bichhaye hain chun chun ke
Raaho me kaante raaho me kaante
Main kaanto se daman
Bachau kaha tak bachau kaha tak 

Female : Gam-e- zindgani uthau kaha tak
Main sadme jaaun muskurau kaha tak
Gam-e- zindgani uthau kaha tak
Main sadme jaaun muskurau kaha tak

 

 

Music : …………….

 

Female : Khayalo me aake
Jata hain koi jata hain koi
Khayalo me aake
Jata hain koi jata hain koi
Main aasha ki deepak
Jalau kaha se jalau kaha se

 

Female : Gam-e- zindgani uthau kaha tak
Main sadme jaaun muskurau kaha tak
Gam-e- zindgani uthau kaha tak
Main sadme jaaun muskurau kaha tak

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Ek Tha Ladka