LYRIC

Singers : Anu Malik and Krishnakumar Kunnath

Music by : Anu Malik

Male : Fanah fanah
Yeh dil huwa fanah
Fanah fanah
Yeh dil huwa fanah
Fanah fanah
Yeh dil huwa fanah

Male : {Ab yeh jaan le le yaar ab
Ya imaan le le yaar ab
To jahaan le le yaar ab
Ya khuda} (2)

Male : Fanah fanah
Yeh dil huwa fanah
Fanah fanah
Yeh dil huwa fanah

Male : Har lamha tera
Junoon sach sach
Aaye kabhi na
Sakoon sach sach
Khwaabon khayalon
Mein tu hai sach sach
Deewanapan kya
Kahoon ab sach

Male : Mohabbat mohabbat
Hai chaaron taraf
Kahin aur kuch bhi
Dikha hi na de
Teri hi sadaayein
Rabba har jagah
Siwa tere kuch bhi
Suna hi na de

Male : {Ab yeh jaan le le yaar ab
Ya imaan le le yaar ab
To jahaan le le yaar ab
Ya khuda} (2)

Male : Fanah fanah yeh
Dil huwa fanah
Fanah fanah yeh
Dil huwa fanah
Fanah fanah yeh
Dil huwa fanah..

Male : Har pal hai tera
Nasha sach sach
Yeh dil hai tujhpe
Fida sach sach
Betaab hain dhadkanein
Bhi sach sach
Kya jaana tujhko
Pata sach sach

Male : Kabhi arsh pe to
Kabhi farsh pe
Tera chehra aata
Hai mujhko nazar
Mohabbat mein
Gumsum huwa is kadar
Na aagaaz anjaam ki hai fikar

Male : {Ab yeh jaan le le yaar ab
Ya imaan le le yaar ab
To jahaan le le yaar ab
Ya khuda} (2)

Male : Fanah fanah yeh
Dil huwa fanah
Fanah fanah yeh
Dil huwa fanah
Fanah fanah yeh
Dil huwa fanah..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT