LYRIC

Music By : Tanishk Bagchi

Singers : Neha Kakkar & Yash Narvekar

Male : Ek toh kam zindgaani
Us se bhi kam hai jawaani
Ek toh kum zindgaani
Usse bhi kam hai jawaani

Female : Jab tak josh mein jawaani…
Jab tak khoon mein rawaani…

Female : Jab tak josh mein jawaani
Jab tak khoon mein rawaani
Mujhe hosh mein aane naa do
Pyar do, pyar lo
Pyar do do, pyar lo

Male : Tera pyar mila to jag saara mila hai
Mujhe kisi se na koi ab shiqwa gila hai

Male : Tera pyar mila to jag saara mila hai
Mujhe kisi se na koi ab shiqwa gila hai

Female : Zindagi se to phir..
Jo bhi lamha mile..

Female : Zindagi se to phir jo bhi lamha mile
Usey pyaar pe waar do…
Pyaar do do, pyaar lo
Pyaar do do, pyaar lo

Female : Oh… Pyar do
Oh… pyar lo

Male : Kuch na mera sab yaar tera hai
Zehar sahi par pyaar tera hai

Male : Kuch na mera sab yaar tera hai
Zehar sahi par pyaar tera hai


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT