LYRIC

Singer : Mohammad Irfan

Music by : Vardan Singh

Lyrics by : Anjaan Sagri

Male : Ek siwa tere
Main kya sochun
Ab siwa tere
Main kya dekhun

Male : Tu mujhme itna bikhara hai
Rooh tak tu meri utra hai
Meri chahat ka yeh wada hai
Tu mujhme mujhse jyada hai

Male : Ek siwa tere
Main kya sochun
Ab siwa tere
Main kya dekhun

Male : Tu mujhme itna bikhara hai
Rooh tak tu meri utra hai
Meri chahat ka yeh wada hai
Tu mujhme mujhse jyada hai

Male : Bekhudi ka tu sahara
Ban gaya hai inn dino
Tu tasalli ka kinara
Ban gaya hai inn dino

Male : Ab tujhe paake
Main kya chahun
Bas tera hoke
Jeeye jaaun

Male : Tu meri subah ka taara hai
Khali raaton ka guzara hai
Meri chahat ka yeh wada hai
Tu mujhme mujhse jyada hai

Male : Meri har ek saans teri
Saans ab judd gayi
Behte behte meri dhadkan
Teri tarfa mudd gayi

Male : Main tera saaya
Sada paaun
Khud mein kuch har pal
Main aa paun

Male : Dil fida tujh par hamara hai
Teri khatir sab gavara hai
Meri chahat ka yeh wada hai
Tu mujhme mujhse jyada hai
Tu mujhme mujhse jyada hai


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT