Ek Chumma Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Ek Chumma Song Lyrics is a track from Housefull 4 Hindi Film – 2019, Starring Akshay Kumar, Riteish Deshmukh, Bobby Deol and Kriti Sanon. This song was sung by Sohail Sen, Altamash Faridi and Jyotica Tangri. Music was composed by Sohail Sen and lyrics work penned by Sameer Anjaan.

 

 

 

Male : O madam goggle waali
Don’t go yun deke gaali
Aan aan…
O madam goggle waali
Don’t go yun deke gaali
(mmmuaaah!)Haan gundon se chhudaya hai
Maine tujhe bachaya hai
Gundon se chhudaya hai
Maine tujhe bachaya hai
Haan puch le saamne janta haiEk chumma…

 

Male : Ek chumma…
Ik chumma toh banta hai
Ek chumma… Ek chumma…
Ek chumma toh banta hai
(mmmuaaah!)

 

Female : Meri jaan idhar udhar
Daale kyun mujhpe nazar
Mujhe toh lage lage teri fit rat se darr
Jaan main jaanu jaanu teri sari saazishein
Poori na hongi hongi teri far maaishein

 

Male : Wallah.. Female : teri hasratein
Male : Wallah.. Female : teri harqatein
Male : Wallah.. Female : teri fitratein
Male : Wallah, Wallah, Wallah, Wallah!

 

Male : O oonchi sandal wali
Taali pe maar taali
Aan… o oonchi sandal wali
Taali pe maar taali
(mmmuaaah!)

 

Male : Haan gundon se chhudaya hai
Maine tujhe bachaya hai
Haan puch le saamne janta hai

 

Male : Ik chumma… Ek chumma…
Ik chuma toh banta hai
Ek chumma… Ek chumma…
Ik chuma toh banta hai

 

Male : Ye sitam tera tera tera hai manzoor re
Ye bata mera mera mera kya kusoor re
Tujhe kyun apni jawaani ka hai ghuroor re
Teri aankhon mein chaya chaya hai suroor re

 

Male : Wallah.. Female : teri jafa
Male : Wallah.. Female : mujhe hai pata
Male : Wallah.. Female : na kar khata
Male : Wallah, Wallah, Wallah, Wallah!

 

Male : O madam kaajal waali
Mujhe na samajh mawali
Aan.. O madam kaajal waali
Mujhe na samajh mawali
(mmmuaaah!)

 

Male : Haan gundon se chhudaya hai
Maine tujhe bachaya hai
Gundon se chhudaya hai
Maine tujhe bachaya hai
Haan puch le saamne janta hai

 

Male : Ek chumma… Ek chumma…
Ik chumma toh banta hai
Ek chumma… Ek chumma…
Ek chumma toh banta hai

 

Song Details

Official Video

Share this song: