LYRIC

Singers : Mahalakshmi Iyer and Udit Narayan

Music by : A. R. Rahman

Lyrics by : Gulzar (Sampooran Singh Kalra)

Female : O paakhi paakhi paradesi
Paakhi paakhi paradesi
Paakhi paakhi paradesi
Paakhi paakhi paradesi
Paakhi paakhi paradesi
Paaki paradesi

Male : E ajnabi tu bhi kabhi
Aawaaz de kahin se
E ajnabi tu bhi kabhi
Aawaaz de kahin se
Main yahan tukdon
Mein ji raha hoon
Main yahan tukdon
Mein ji raha hoon
Tu kahin tukdon mein ji rahi hai

Male : E ajnabi tu bhi kabhi
Aawaaz de kahin se
E ajnabi tu bhi kabhi
Aawaaz de kahin se

Male : Roz roz resham si hawa
Aate jaate kahti hai bataa
Resham si hawa kahti hai bata
Woh jo doodh dhuli masoom kali
Woh hai kahan kahan hai
Woh roshni kahan hai
Woh jaan si kahan hai
Main adhoora tu adhoori ji rahi hai

Male : E ajnabi tu bhi kabhi
Aawaaz de kahin se
E ajnabi tu bhi kabhi
Aawaaz de kahin se
Main yahan tukdon
Mein ji raha hoon
Main yahan tukdon
Mein ji raha hoon
Tu kahin tukdon mein ji rahi hai
E ajnabi tu bhi kabhi
Aawaaz de kahin se

Female : Paakhi paakhi paradesi
Paakhi paakhi paradesi
Paakhi paakhi paradesi
Paakhi paakhi paradesi

Male : Tu to nahin hai lekin
Teri muskurahat hai
Chehra tera nahin hai
Par teri aahatein hai
Tu hai kahan kahan hai
Tera nishaan kahan hai
Mera jahan kahan hai
Main adhoora
Tu adhoori ji rahi hai

Male : E ajnabi tu bhi kabhi
Aawaaz de kahin se
E ajnabi tu bhi kabhi
Aawaaz de kahin se
Main yahan tukdon
Mein ji raha hoon
Main yahan tukdon
Mein ji raha hoon
Tu kahin tukdon mein ji rahi hai

Male : E ajnabi tu bhi kabhi
Aawaaz de kahin se
E ajnabi tu bhi kabhi
Aawaaz de kahin se….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT