LYRIC

Singers : Rashi Harmalkar, Arhaan Hussain and Altamash Faridi

Music by : Amit Trivedi

Lyrics by : Kshitij Patwardhan

Chorus : {Hmm mmm hmm mmm
Male : Haaa..aaa…} (4)

Female : Chhod ke main bhaga
Jabse tera aanchal
Neend meri baage
Aage aage har pal

Female : Yaadon ka aasma
Taaron se bhara
Lekin chhu na sakun

Female : Tu hai woh dori
Jo mujhe kheech laaye
Suna de woh lori
Jo ab bhi mujhe bhaaye

Female : Baaki sab bhoolun main
Haathon pe tere
Nanhe sa jhulun main

Female : Duniya hai maa ki godi mein
Duniya hai maa ki godi mein
Duniya hai maa ki godi mein

Female : Aaun tere paas re
Jo chahun main maangu re

Female : Shaitaniyon ko hass ke bhool jaati
Mere sang tu bhi thoda khel jaati
Hum rahe ya na rahe jahan mein
Teri pukaar humein hai rulaati

Female : Soya soya hoon
Aur khoya khoya meri
Sanson ka dhaaga
Teri saanson mein piroya hua hai

Female : Tu hai woh dori
Jo mujhe kheech laaye
Suna de woh lori
Jo ab bhi mujhe bhaaye

Female : Baaki sab bhoolun main
Haathon pe tere
Nanhe sa jhulun main

Female : Duniya hai maa ki godi mein
Duniya hai maa ki godi mein
Duniya hai maa ki godi mein

Female : Aaun tere paas re
Jo chahun main maangu re
Aaun tere paas re

Male : Duniya hai maa ki godi mein

All : Duniya hai maa ki godi mein
Duniya hai maa ki godi mein
Duniya hai maa ki godi mein
Duniya hai maa ki godi mein

All : Duniya hai maa ki godi mein
Duniya hai maa ki godi mein
Duniya hai maa ki godi mein
Duniya hai maa ki godi mein…

All : Duniya hai maa ki godi mein
Duniya hai maa ki godi mein
Duniya hai maa ki godi mein
Duniya hai maa ki godi mein…

Male : Duniya …aaa….hai maa ki godi mein


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT