Dilko Tumse Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Dilko Tumse Song Lyrics is a track from Rehna Hai Tere Dil Mein Hindi Film – 2001, Starring Madhavan, Saif Ali Khan, Dia Mirza, Vrajesh Hirjee, Tanaaz Currim, Anupam Kher, Naveen Nischol and Smita Jaykar. This song was sung Roop Kumar Rathod. Music was composed by Harris Jayaraj and lyrics work penned by Sameer.

 

Male :  Hmm mm..

 

Male : Dil ko tumse pyar hua
Pehli baar hua
Tumse pyar hua
Main bhi aashiq yaar hua
Pehli baar hua
Tumse pyar hua

 

Male : Chhayi hai betabi
Meri jaan kaho main kya karoon
Meri jaan kaho main kya karoon

 

Male : Dil ko tumse pyar hua
Pehli baar hua
Tumse pyar hua
Main bhi aashiq yaar hua
Pehli baar hua
Tumse pyar hua

 

Male : Kho gaya main khayalon mein
Ab neend nahin aankhon mein
Karvate bas badalta hoon
Ab jaagta hoon main raaton mein
Ab doori na sehni har lamha kehta hain
Na jaane haal mera aisa kyon rehta hain
Main deewana tera bangaya jaane jaana
Main fasana tera bangaya jaane jaana
Haseena gori gori churaye chori chori
Churaye dil chori chori chori chori chori
Dilko tumse pyaar hua pehli baar hua
Tumse pyaar hua main bhi aashiq yaar hua
Pehli baar hua tumse pyaar hua

 

Female : Hmmm mmmm…

 

Male : Aarzoo hain mere sapnon ki
Baitha rahoon teri baahon mein
Sirf tu mujhe chaahe ab
Itna asar ho meri aahon mein
Tu keh de haske to tod dooon main rasmon ko
Marke bhi na bhoolon main teri kasmon ko
Main to aaya hoon yahan pe bas tere liye
Tera tan man sab hain mere liye
Kya haseena zara sama hai pyaara pyaara
Gale lagale yaara yaara yaara yaara yaara

 

Female : Hmmmm

 

Male : Main bhi aashiq yaar hua Female : Aashiq yaar hua
Male : Pehli baar hua tumse pyaar hua Female : Tumse pyaar hua
Male : Chaayi hain betaabi meri jaan kahon main kya karoon
Chaayi hain betaabi meri jaan kahon main kya karoon

 

Male : Kya karoon kya karoon kya karoon

 

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Rehnaa Hai Terre Dil Mein