LYRIC

Music By : Pritam Chakraborty

Singers : Mohit Chauhan, Shreya Ghoshal

Male : Yeah yeah

Male : Kyun raaton ko main
Ab chayn se so
Na sakoon oo
Kyun aata nahin
Mujhe din mein bhi
Chain o sukoon
Oo kyun aisa hota hai
Main khud se hi
Baatein karoon
Oo kyun tu jo bole
Koi sune na woh
Main hi sunu
Dil ye bekarar kyun hai
Iss pe dhun
Sawaar kyun hai
Kyun hai ye khumaar
Kyun hai tu bata

Male : Tera intezar kyun hai
Tujhpe aitbaar kyun hai
Kyun hai ye khumar
Kyun hai tu bata
Tu bata tu bata

Male : Kyun tujhe dekhe bina
Aata nahin dil ko sabar
Oo kyun tere chehre se
Hatt ti nahin yeh nazar
Oo kyun tujhe paake
Mujhe rehta hai khone ka darr
Oo kyun tere siva saari
Duniya se hoon main bekhabar

Male : Dil ye bekarar kyun hai
Iss pe dhun sawaar kyun hai
Kyun hai ye khumaar
Kyun hai tu bata
Tera intezar kyun hai
Tujhpe aitbaar kyun hai
Kyun hai ye khumar
Kyun hai tu bata
Tu bata tu bata

Female : Ye pyaar hai jo
Tujhe ho gaya hai
Naa jaane kyun tu
Iss se tha bekhabar
Jo aaj kal yeh
Tujhe ho raha hai
Nahin aur kuch
Pyaar ka hai asar

Male : Kyun tere jalwo ka
Chatt ta nahin hai dhuaan
Oo kyun chale hawa toh
Lage ki jaise tune chhuaa
Oo kyun maangta hai
Dil tere liye roz duaa
Oo kyun ho raha
Jo pehle mujhe naa hua

Male : Dil ye bekarar kyun hai
Iss pe dhun sawaar kyun hai
Kyun hai ye khumaar
Kyun hai tu bata
Tera intezar kyun hai
Tujhpe aitbaar kyun hai
Kyun hai ye khumar
Kyun hai tu bata
Tu bata tu bata


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT