Dil Maane Naa Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Dil Maane Naa Song Lyrics is a track from Salman Ali Official Hindi Album-2026, Starring Mujjasim khan and Sanah Kainat. This song was sung by Salman Ali. Music was composed by Qasim Khan and lyrics work penned by Shaan Ali.
Dialogue : ………….
Male : Dil maane na ye bada khudgarz hai
Sach hai tu bada bedard hai
Male : Yadon mein teri jagu mein jagu ratiyan
Na bhula kabhi teri wo meethi battiyan
Duri mein teri royi hai royi ankhiyan
Ham hue tujh mein fana
Male : {Jhoothe the wo wade saare
Jhoothe the irade saare
Mile mujhe tanhaiyan} (2)
Male : Haa aaa aaa aaa aaa aaa
Male : Teri jo kami hai aankhon ki wo nami hai
Teri jo kami hai aankhon ki wo nami hai
Hamil na hua mein zindagi jaise thami hai
Male : Dekha tha ek sapna jo toot gaya
Koi tha mera apna wo ruth gaya
Bacha na kuch bhi sab chhut gaya
Main rahe hum begunah
Male : {Jhoothe the wo wade saare
Jhoothe the irade saare
Mile mujhe tanhaiyan} (2)
Male : Diya mere mann ka yun jala ke kyun bujhaya
Diya mere mann ka yun jala ke kyun bujhaya
Thama tha jo tune haaaa……haath phir kyun hai chhudaya
Male : Aise toh nahi dete wafa ka sila
Tu tha mera phir kyun na mujhe tu mila
Jahan bhi jaun dhundu main tere tere nishan
Main karu kaise bayan
Male : {Jhoothe the wo wade saare
Jhoothe the irade saare
Mile mujhe tanhaiyan} (2)
Hindi lyrics are not available for this song yet.