LYRIC

Singer : Abhay Jodhpurkar

Music by : Anupama Raag

Lyrics by : Azeem Shirazi

Male : Ijazzat dil nahi leta
Mohhbat kar hi leta hai
Meri to ek nahi sunta
Bada hi dheeth lagta hai

Male : Ijazzat dil nahi leta
Mohhbat kar hi leta hai
Meri to ek nahi sunta
Bada hi dheeth lagta hai

Male : Teri baatein hi aisi hai
Teri baaton mein uljha hai
Meri to ek nahi sunta
Bada dheeth lagta hai…

Male : Na duniya ki fikar isko
Na khud ki fikr karta hai
Har ek dhadkan me ab to ye
Tera hi jikar karta hai

Male : Na duniya ki fikar isko
Na khud ki fikar karta hai
Har ek dhadkan me ab to ye
Tera hi jikar karta hai

Male : Is dil ko bin tere koi
Nazar hi nahi aata
Mere shine me reh kar bhi
Tere najdik rahta hai
Ise karni hai manmarzi
Bada hi dheeth lagta hai

Male : Ijazzat dil nahi leta
Mohhbat kar hi leta hai
Meri to ek nahi sunta
Bada hi dheeth lagta hai…

Male : Dhadakna chhod dega ye
Mujhe hardum ye kehta hai
Agr tu na mila to fir
Yehi zid leke baitha hai

Male : Dhadakna chhod dega ye
Mujhe hardum ye kehta hai
Agr tu na mila to fir
Yehi zid leke baitha hai

Male : Main dil ka kya karu apne
Samaj me nahi aata
Siva tere meri har baat se
Inkar karta hai
Ise bas tujse hai matlb
Bada hi dheeth lagta hai

Male : Ijazzat dil nahi leta
Mohhbat kar hi leta hai
Meri to ek nahi sunta
Bada hi dheeth lagta hai

Male : Teri baatein hi aise hai
Teri baaton mein uljha hai
Meri to ek nahi sunta
Bada hi dheeth lagta hai


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT