LYRIC

Singers : Altamash Faridi and Aanandi Joshi

Music by : Aarv

Lyrics by : Jamil Ahmed

Male : Haa.aaa…aaa…aaa

Male : Duniya hassi kyu lagane lagi hain
Dil ye mera kyu khone laga hain
Main bhi kisi ka hone laga hun
Mera oo shayad hone laga hain

Male : Udta khayalon mein hain uska anchal
Usko hee sochu main aab to haar paal

Male : Dil bekarar pehle na tha ye intazar pehle na tha
Sab kuch yahin tha magar aisa khumar pehle na tha
Dil bekarar pehle na tha ye intazar pehle na tha
Sab kuch yahin tha magar aisa khumar pehle na tha

Male : Aati thi pehle bhi shamein suhani
Haar subha lati thi koi kahani
Aati thi pehle bhi shamein suhani
Haar subha lati thi koi kahani

Male : Rang kuch aur hain iss fijja ka
Nai yaadon ke sang yaadein purani
Rabba o rabba mere pehli dafa mujhko yahaan
Lagata hain jaise haan ishq ho gaya

Male : Dil bekarar pehle na tha ye intazar pehle na tha
Sab kuch yahin tha magar aisa khumar pehle na tha
Dil bekarar pehle na tha ye intazar pehle na tha
Sab kuch yahin tha magar aisa khumar pehle na tha…

Female : Dekhu jahan bhi main nazara hassin hain
Meri chahat ka sitara hassi hain
Jahan bhi dekhu main nazara hassin hain
Meri chahat ka sitara hassi hain

Female : Mujhko hain khiche koi aapni taraf ko
Hain ye jaisa bhi lekin bahana hassin hain
Lagata hain aise mujhko dua ye meri lai hain asar
Mila jo tu mujhko main hone lagi hu bekhabar

Female : Dil bekarar pehle na tha ye intazar pehle na tha
Sab kuch yahin tha magar aisa khumar pehle na tha
Male : Dil bekarar pehle na tha
Female : Ye intazar pehle na tha
Male : Sab kuch yahin tha magar
Both : Aisa khumar pehle na tha


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT