LYRIC

Singer : Shaan

Music by : Dj Sheizwood

Lyrics by : Kamaal Khan

Male : Deewano ne is duniya mein
Pyaar ka naam ha khuda rakha hai
Deewano ne is duniya mein
Pyaar ka naam ha khuda rakha hai

Male : Dard ka naam dard ka naam dard ka naam
Dava rakha hai dava rakha hai
Deewano ne is duniya mein
Pyaar ka naam ha khuda rakha hai

Male : Teri aankho mein rehke teri sansoon mein behke
Teri aankho mein rehke teri sansoon mein behke
Zamin se aansama gale mile jahan
Haan unn fizaon mein chale
Deewano ne is duniya mein
Pyaar ka naam ha khuda rakha hai…

Male : Tere liye to maine lakho kiye hai sajde
Tere liye to maine lakho kiye hai sajde
Kwabon ka tu jahan jab tak ki dastan
Subah teri julfo mein khile

Male : Deewano ne is duniya mein
Pyaar ka naam ha khuda rakha hai
Dard ka naam dard ka naam dard ka naam
Dava rakha hai dava rakha hai
Deewano ne is duniya mein
Pyaar ka naam ha khuda rakha hai
Pyaar ka naam ha khuda rakha hai…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT