LYRIC

Singer : Swanand Kirkire

Music by : Shantanu Moitra

Male : Kyun nigahe nigahon
Ko shiqwe sunaye
Murda afsurda lafzon
Ki maani jagaaye

Male : Jo hai khud se shiqayat
Kyun tujhko bataye
Kyun hum yaadon ke
Rangon se khwabon ko sajaye

Chorus : Ye kaisi baat badh rahi hai
Tere mere darmiyan
Ye kaisi baat jag rahi hai
Tere mere darmiyan

Chorus : Kyun subah khil rahi hai
Tere mere darmiyan
Kyun shaam dhal rahi hai
Tere mere darmiyan

Male : Kyun nigahe nigahon
Ko shiqwe sunaye
Murda afsurda lafzon
Ke maani jagaye

Male : Baat sehmi sehmi si
Teri ore thi chali
Phisal gayi kyun

Male : Maine barf si kahi
Shola ban tujhe mili
Badal gayi kyun

Male : Mayano ka bojh se
Baat seedhi saadi si
Kuchal gayi kyun

Male : Baat aandhiyan liye
Hotho tak toh aayi thi
Thithak gayi kyun

Male : Baat koi geet ban
Hole gungunayi thi
Baras gayi kyun

Male : Baat reshmi si ek
Sej pe bichhayi thi
Ulajh gayi kyun

Male : Hey bolona hey
Bolona ji bolona
Humko bhanwar me
Yun chodo naa

Male : Dhai sa aakhar hai bolona
Ji bolona ji bolona ji bolona

Chorus : Ye kaisi baat pal rahi hai
Teri mere darmiyan
Ye kaisi baat jag rahi hai
Teri mere darmiyan

Chorus : Kyun subah khil rahi hai
Teri mere darmiyan
Kyun shaam dhal rahi hai
Teri mere darmiyan

Male : Kyun nigahe nigahon
Ko shiqwe sunaye
Murda afsurda lafzon
Ki mani jagaaye

Male : Jo hai khud se shiqayat
Kyun tujhko bataye
Kyun hum yaadon ke
Rangon se
Khwabon ko sajaye

Chorus : Ye kaisi baat pal rahi hai
Teri mere darmiyan
Ye kaisi baat jag rahi hai
Teri mere darmiyan

Chorus : Kyun subah khil rahi hai
Teri mere darmiyan
Kyun shaam dhal rahi hai
Teri mere darmiyan

Male : Kyun nigahe nigahon
Ko shiqwe sunaye
Murda afsurda lafzon
Ke maani jagaye

Chorus : Ye kaisi baat pal rahi hai
Teri mere darmiyan
Ye kaisi baat jag rahi hai
Teri mere darmiyan

Chorus : Kyun subah khil rahi hai
Teri mere darmiyan
Kyun shaam dhal rahi hai
Teri mere darmiyan


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT