LYRIC

Singers : Nakash Aziz and Neeti Mohan

Music by : Abhishek – Amol

Lyrics by : Abhishek Talented

Male : Hey haha
Hey hey hey
Oh haan

Male : Ho dil yeh aawara
Par ghar tere aaya tha
Leke sang sehra
Baaraat bhi laya tha

Male : Haa aa aa
Ho dil yeh aawara
Par ghar tere aaya tha
Leke sang sehra
Baaraat bhi laya tha

Male : Ek hi jhalak mein
Hum tere ho jayenge
Delhi se aaye hain
Dil bhi le jayenge…

Male : Tere liye jaan kaafi
Lafde kare hain
Ek nahi 200 se
Jhagde kare hain

Male : Teri muskaan liye
Hathon mein jaan liye
Chhat ke niche khade hain
Teekhi si baaton ko
Meethi hawa de ke

Male : Dil yeh tabaah karta hai
Bas chumma chumma karta hai
Jaane kaisa nasha karta hai
Haan bas chumma chumma karta hai

Male : Arey dil yeh tabaah karta hai
Bas chumma chumma karta hai
Jaane kaisa nasha karta hai
Haan bas chumma chumma karta hai…

Male : Oh chumma
Haan hey
Dede dede dede

Female : Itr laga ke roz roz aake
Kahe tu humpe hai dora lagaye
Tu bata de kya tu chahe
Kahe tu humse hai sapne sajaye

Female : Ho ooo ooo
Itr laga ke roz roz aake
Kahe tu humpe hai dora lagaye
Tu bata de kya tu chahe
Kahe tu humse hai sapne sajaye

Male : Tere liye jaan kaafi
Lafde kare hain
Ek nahi 200 se
Jhagde kare hain

Male : Teri muskaan liye
Hathon mein jaan liye
Chhat ke niche khade hain
Teekhi si baaton ko
Meethi hawa de ke…

Both : Dil yeh tabaah karta hai
Bas chumma chumma karta hai
Jaane kaisa nasha karta hai
Haan bas chumma chumma karta hai

Both : Arey dil yeh tabaah karta hai
Bas chumma chumma karta hai
Jaane kaisa nasha karta hai
Haan bas chumma chumma karta hai

Both : Dil yeh tabaah karta hai
Bas chumma chumma karta hai
Jaane kaisa nasha karta hai
Haan bas chumma chumma karta hai….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT