LYRIC

Singers : Ankush Bhardwaj  and Sneha Shnakar

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Himesh Reshammiya

Male : Sath tera mera janmo ka hain ye
Gehra hain ye nata
Nahin Chan lamhon ka ye (Dialogue)

Female : Pihu pihu bole papiha jaab tu aaye
Ankhein meri muskaye jaab tu aaye
Choodiyaan khanke meri chunari laharayen
Badal chandi barsaye jaab tu aaye
Tere bin oo sajan mera jeeya ghabraye

Male : Teri yaadein ka basera
Mere Dil ko bada tarsaye
Yee duriyo ka sousam
Kitane sawan barsaye
Meri dhadkano mein rahta
Tera ye dil hain
Aapna Milan kyu itna
Mushkil hain

Female : Pihu pihu bole papiha jaab tu aaye
Ankhein meri muskaye jaab tu aaye

Male : Meri haar ek saans tujhko
Pukare aaja aaja
Aapni ashiqui ka haar ek
Kissa Kitana pyaara

Female : Tu hain tho mujh mein jaa hain
Tujhse saare armaa hain
Tujhse meri umeedein
Mere dil pe tere hee nasha hain

Male : Teri yaadein ka basera
Mere Dil ko bada tarsaye
Yee duriyo ka sousam
Kitane sawan barsaye
Meri dhadkano mein rahta
Tera ye dil hain
Aapna Milan kyu itna
Mushkil hain

Female : Pihu pihu bole papiha jaab tu aaye
Ankhein meri muskaye jaab tu aaye

Male : Aajka nahin hain aapna
Pahale ka hain bandhan
Afsana ye janmo ka
Janmo ka diwana paan

Female : Tu mera jahan ka sitara
Tujhse hee jeevan saara
Tujhe dekhte hee humnein
Aapna tha dil yee haara

Male : Teri yaadein ka basera
Mere Dil ko bada tarsaye
Yee duriyo ka sousam
Kitane sawan barsaye
Meri dhadkano mein rahta
Tera ye dil hain
Aapna Milan kyu itna
Mushkil hain

Female : Pihu pihu bole papiha jaab tu aaye
Ankhein meri muskaye jaab tu aaye


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT