LYRIC

Singer : Vraj Kshatriya

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Himesh Reshammiya

Male : Teri yaad aati hai raatbhar
Tera asar is kadar hai
Ki firta hoon dar badar (Dialogue)

Male : Chehra tumhara aata hai nazar
Dekhun main jab jab ye chaand taare
Yaadon mein teri hoon main gumshuda
Dil aur dhadkan hai tere sahare

Male : Tum ban jao na
Sada ke liye hamare
Tum ban jao na
Sada ke liye hamare

Male : Chehra tumhara aata hai nazar
Dekhun main jab jab ye chaand taare
Yaadon mein teri hoon main gumshuda
Dil aur dhadkan hai tere sahare

Male : Tum ban jao na
Sada ke liye hamare
Tum ban jao na
Sada ke liye hamare

Male : Tum mere khwaab mein aate rehte ho
Har lamha jane kyun satate rehte ho
Meri har ummeed ka aaina ho tum
Jabse tum mile ho mere hosh huye hai gum

Male : Chehra tumhara aata hai nazar
Dekhun main jab jab ye chaand taare
Yaadon mein teri hoon main gumshuda
Dil aur dhadkan hai tere sahare

Male : Tum ban jao na
Sada ke liye hamare
Tum ban jao na
Sada ke liye hamare

Male : Ishq ki har saja mujhko hai manzoor
Bas kabhi tum mujhse jana na door
Zindagi bin tere bewaja lagti
Tu ho paas to mujhe ek dua lagti

Male : Chehra tumhara aata hai nazar
Dekhun main jab jab ye chaand taare
Yaadon mein teri hoon main gumshuda
Dil aur dhadkan hai tere sahare

Male : Tum ban jao na
Sada ke liye hamare
Tum ban jao na
Sada ke liye hamare


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT