LYRIC

Singers : Mithoon Ft. Asees Kaur,  Jubin Nautiyal and Keshav Anand

Music by : Mithoon

Lyrics by : Mithoon and Faruk Kabir

Female : Pee mohe dhun tune aisi lagayi
Pee mohe dhun tune aisi lagayi
Mann mein kahin tori preet jagayi

Female : Akhiyan ve akhiyan nu kol bulave
Akhiyan ve akhiyan nu kol bulave
Aayi ve tohre paas main aayi

Female : Chaiyaan mein tohre saiyaan ji
Chaiyaan mein tohre saiyaan ji
Chaiyaan mein tohre saiyaan ji
Chaiyaan mein tohre saiyaan ji

Female : Mohe yun hi tu rakhna ji
Mohe yun hi tu rakhna ji

Female : Chaiyaan mein tohre saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji

Male : Sajna tohre preet mein
Saato janam bitana

Male : Taras gaye the nain mere
Tere chehre ke iss noor ko
Noor ko

Male : Taras gaye the nain mere
Tere chehre ke iss noor ko
Rab ne milaya hai humko
Phir rehna kaahe door ko

Male : Akhiyan ve akhiyan nu kol bulave
Akhiyan ve akhiyan nu kol bulave
Aayi to mohre paas ve aayi

Male : Chaiyaan mein tohre saiyaan ki
Chaiyaan mein tohre saiyaan ki
Chaiyaan mein tohre saiyaan ki
Chaiyaan mein tohre saiyaan ki

Male : Sajni yun hi tu rehna ji
Sajni yun hi tu rehna ji

Male : Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki

Chorus : Din-e-ilahi mera maan hai maahi
Main to sajda karun unko
Farz rubayi meri farz gawayi meri
Ishq hua mujhko

Male : Sajan ji

Chorus : Din-e-ilahi mera maan hai maahi
Main to sajda karun unko
Farz rubayi meri farz gawayi meri
Ishq hua mujhko

Both : Chaiyaan mein tohre saiyaan ki
Chaiyaan mein tohre saiyaan ki
Chaiyaan mein tohre saiyaan ki
Chaiyaan mein tohre saiyaan ki

Female : Saiyaan ji


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT