LYRIC

Singer : Rashid Ali

Music by : A. R. Rahman

Lyrics by : Abbas Tyrewala

Male : Bhula tujhe kaise kahaan
Huwa tujhase kab juda.. ya khuda
Hasu ya main rou bata huyi
Mujhase kya khata
Kya gunaah.. mere khuda

Male : Yahin hai jo maalik teri raja
Mili aajmaaish hai ya saja
Hayaat kayaamat ki
Ya hai kaja.. mere khuda

Male : Bhula tujhe kaise kahaan
Huwa tujhase kab juda.. ya khuda
Pyaare khuda.. pyaare khuda

Male : Bache koyi khud se bhi
Bache na woh kismat se
Bache toh woh bas teri ajmad se

Male : Der se ki duwadil se
Pehali baar yeh aayi hai
Mere pyaare khuda
Mere pyaare khuda

Male : Bhula tujhe kaise kahaan
Huwa tujhase kab juda… ya khuda
Hasu ya main rou bata huyi
Mujhase kya khata
Meri bhula… mere khuda

Male : Yahin hai jo maalik teri raja
Mili aajmaaish hai ya saja
Hayaat kayaamat ki ya hai kaja
Mere khuda.. mere pyaare
Khuda… mere pyaare khuda….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT